๐๐ง๐๐ฑ๐ฉ๐๐๐ญ๐๐ ๐๐๐ซ๐ซ๐ข๐๐ ๐
Unexpected series # Book 1 Padhani hai toh kitaab padho... Description mein kya hi rakha hai... Well agar aap phir bhi description padhne aaye ho toh... Ek thi ladki (Ekanshika), ek ladke par voh marti thi (Arsh). Aur ek tha ladka (Rudra), use ho geya ladki se pyaar. Sache vala pyaar. Ab iss chakkar mein Arsh ki ho gyi maut (death) aur Rudra ban geya Ekanshika ka replaced groom. Aage kya hua? Kisne Arsh ki mara? If you want to know, toh ek hi raasta hai... Book padho aur jan jao. Second couple bhi hai iss mein, But. But. But. Voh do Dil aisi hai jo pehle hai shattered hue pade the aur phir unhone ek doosre par rely karna ka socha but. Kya pata kab unmein se ek dhadkana band kar jaye....

